Ek geet likha hai
Ek geet likha hai,
Maine aap ki surat dekh kar,
Us geet ko sangeet diya hai,
Maine aapki muskurahat dekh kar,
Par usse gaana bhool gaya,
Main apki awaaz sun kar
Ek geet likha hai,
Maine aap ki surat dekh kar,
Us geet ko sangeet diya hai,
Maine aapki muskurahat dekh kar,
Par usse gaana bhool gaya,
Main apki awaaz sun kar
Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Paglon ke stock mein naya maal aaya.
Tumse mil kar ho gaya zindagi se pyar, Ab humein chhod kar mat jana yaar, Bin tere hum jee na paayenge, Tum na hoge to hum ULLU kise banayenge.
Aaj kal tum mushkurati bahut ho, Mere dil ko bhaati bahut ho, Dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe, Par suna hai tum khaati bahut ho!
Tu kahe to chaand taare tod du, Tu kahe to bandh darwaaje khol du, Tu kahe to yeh duniya chhod du, Tu ek baar haske to dekh mere dost, Tere saare gande daanton ko tod du.
Wo pal bhi kya tha, Jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the, Magar apki phooti kismat to dekho, Us waqt Aap “HUGGIES” pehna karte the.
Arz kiya hai, zara gaur farmaiyega, Naa hi zaroorat hai sitaron ki, Naa hi zaroorat hai faltu yaaron ki, Ek dost chahiye aapke jaisa, Jo watt laga de Hazaron ki.