Sad Shayari Pyar ka Khat By Vijendra Choudhary - August 12, 2018 0 251 Share on Facebook Tweet on Twitter Pyar ka Khat Likhun kuch aaj yeh toh waqt ka takaza hai, Mere dil ka dard abhi toh taaza taaza hai, Gir padte hain mere aansu mere hi kaagaz par Lagta hai kalam mein syaahi ka dard zyada hai.